Blogging Kya hai aur website kaisee create karay 10 minutes mai.
Blogging aisa platform hai janha par aap apna article publish Kar saktee hai. Aur Jo article aap publish karoo gai wo Google mai ayee ga. Duniya aap ka blog padh saktaa hai.
Blogging karnay se aap earning Kar sakhtee hoo lakhoo mai. Aap ads dikha kr earning Kar sakhtee hoo.
Skills required for blogging.
Aap ko agar Kuch b nahi ataa hai blogging ke field mai tu b aap blogging Kar sakhtee ho. Aap ko buss one laptop ya smartphone hona chahyee. aap YouTube se videos deekh Kar website eaisly aur free create Kar saktee ho. Aap ko investment karnay ki zaroorat nahi hn.
Aap blogger se free mai website create Kar ke earning Kar saktee ho. Blogger par aap ko sab Kuch free mai miltaa hn. Aap ko batata chaloo jo ye blogger hn ye Google ka he free website platform hai. Aap iss se bina investment kar ke he din ma hazaroo rupayaa kama saktee ho.
Blogging Terminology.
1. Domain
2. Hosting
3.Templete
4. SEO
5.Backlinks
6. H1
7.H2, H3,H4
8. Labels
Domain:
www.dailylivemotivation.blogspot.com/ www.xyz.com/www.abc.in ko blogging ma domain khatee hai. Blogger par aap ko domain free mai miltaa hn but jo blogger ka domain hota hn iss mai aap ko . blogspot.com ya .blogspot.in miltaa aur iss tarah ka domain sub-domain khalataa hn. Aur agar aap iss ko remove karna chahtee ho iss ke liyee aap ko custom-domain buy karna padtaa hn.
Hosting:
jiss tarah hamaree pen drive ya SD card mai Kuch videos/Songs/files/images save rakhtee hn isee tarah hamaree jo articles hotay hn wo save ho jatee hn blogger mai
Blogger par hamee hosting b free mai miltee hn .
Template:
Template ka dusraa naam theme hn. Jiss tarah hamaree phone mai themes hotay hn isee tarah blogger mai themes hotay hn Jin ko hum templates kahtee hn. inn templates se hamaree website ka design create hotay hn.
SEO:
SEO ka full form hn Search engine optimization. SEO se hamaree website Google mai show hotee hn.
SEO Techniques:
Keyword research.
Submitting your site to Google
Social sharing. etc
Back links:
Back links hamaree website ka mention kisee dusrai website ma karnay ko kahtee hn.
H1:
H1 ka matlab heading hota hn. Jis tarah aap ne iss article ma heading dekhee.
h2,h3 and h4:
H2 ka mtlb sub-heading hota hn
h3 ka mtlb Minor-heading hota hn.
h4 ka mtlb normal hota hn.
Labels:
Labels hum blogging ma category ko kahtee hn jaisee blogging ka article , health ka article, insurance ka article .
For any question/ query please, feel free to contact us.
Thanks for reading.
Thanks for your comments
ReplyDeleteNice and genuine information.
ReplyDeleteThis is my website related to technology tips in english, please visit it.
https://www.technologytips.info/
Thank you sir
Deletevery nice incredible post. thanks admin http://tathyadishari.ooo/%E0%A6%86%E0%A6%AA%E0%A6%A8%E0%A6%BF-%E0%A6%95%E0%A6%BF-%E0%A6%AD%E0%A6%BE%E0%A6%AC%E0%A6%9B%E0%A7%87%E0%A6%A8-%E0%A6%8F%E0%A6%95%E0%A6%9C%E0%A6%A8-%E0%A6%AC%E0%A7%8D%E0%A6%B2%E0%A6%97%E0%A6%BE/
ReplyDeleteThanks for commenting
Delete